Teri Meri Lyric - Rahat Fateh Ali Khan and Shreya Goshal

Aa.....
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye
Ik ladka ik ladki ki yeh kahani hai nayi
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye

Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye
Ik dooje se huey juda jab ik dooje ke liye bane

Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye

Aaa...

Tumse dil jo lagaya toh jahaan maine paaya
Kabhi socha na tha yun meelon door hoga saaya
Kyun khuda tune mujhe aisa khwaab dikhaya
Jab haqiqat main usey todna tha

Aa...

Ik dooje se huey juda jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye

Teri meri baaton ka har lamha
Sab se anjaana, do lafzoon main yeh bayaan na ho paaye

Har ehsaas main tu hai
Har ik yaad main tera afsana
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye

Aaaa....

Sara din bit jaaye, Saari raat jagaye
Bas khayal tumhara lamha lamha tadpaye
Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle
Yeh tere mere darmayaan hai jo saare

Ik dooje se huey juda jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye

Har ehsaas main tu hai
Har ik yaad main tera afsana
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye

Teri meri baaton ka har lamha
Sab se anjaana, do lafzoon main yeh bayaan na ho paaye





Ahmad Istakim

Alumni dari jurusan Manajemen Informatika di Universitas Sains Al-Qur'an (UNSIQ ) Wonosobo. Tertarik dalam bidang pendidikan, teknologi komputasi dan disiplin ilmu keislaman ( Tafsir, Hadits, Arudl, Nahwu-Sharaf, Fiqh maupun Aqidah ) - https://s.id/blog-islamQ. Pernah juga mengenyam pendidikan di beberapa pesantren yang ada di Kab. Wonosobo dan Kab. Purworejo

Posting Komentar

Lebih baru Lebih lama